Bahar se haste rahe par andar kho diya
Aansu pine main hamane samundar kho diya
Jaana maine itni khas bhi nahi tum
Ke humne yaha kaha ghar kho diya
Sab hasil hua daur-e-tarab main
Phir bhi kuch to aksar kho diya
Is qadar jahan-tahan tumko paya humne
khud ke samne khud ko magar kho diya
Tumse yu mile aur milte rahe hum
Ke humne noor-e-hum-bistar kho diya
Bahar se haste rahe par andar kho diya
Aansu pine main hamane samundar kho diya