Muntazir-e-diid-e-rukh-e-yaar

Muntazir-e-diid-e-rukh-e-yaar ke samne bazm-e-jahan kya haiTumhe dekh ke phool khule mere raz-e-nihan kya hai Tu mah-o-mehr-o-kavakib ke tarah tu mera ham-rahan banaAe-khushi tu bata ke mere dil-e-haal ke aur nishan kya hai Mafhuum-e-mohabbat se kon hai waakifYe bhoore aankhon ke andaz-e-bayan kya hai Kabhi lafz theherte nahi aur kabhi hum...

Koi zariiya rakha hai kya

Koi zariiya rakha hai kya dil-e-na-tavan ko thahar ne koBhul hui kya tumse ke itna mushkil rasta diya mar ne ko Fursat nahi thi to ye mere khayalon ki duniyan kese baniItne achhe the tum ke mohlat-e-hastii diye bikhar ne ko Kya fayade ka sauda kiya mere rah-e-khayal kaNasib-e-vafa mai...

Mat pucho ke shahar ke woh rang-e-bahar kaisa hai

Mat pucho ke shahar ke woh rang-e-bahar kaisa haiMain nikal nahi pata aasani se ke woh gul-e-zar kaisa hai Minar-o-diwar se bhi bani hai kahani khubsurat kaeeKhub ruk ruk kar dekhte ke woh shahr-e-dayar kaisa hai Har kinare se puchte chalte hum sath kahi jane koSoch mai hai maan ke...

Tumhari awaaz se aks-e-jamal ka pata chalta hai

Tumhari awaaz se aks-e-jamal ka pata chalta haiAankho ko dekhte hi dil ke ubaal ka pata chalta hai Mithaa mithaa sa maan ho gaya hai ke mithaas bolti ho tumAlvidaa bolne se tumhari ehtimal ka pata chalta hai Khushiyan ek nahi lagti humse aap anek dete hoHar bar badalte khusboo...

Markaz-e-asraar rakh rakh thak gaye

Markaz-e-asraar rakh rakh thak gaye par woh daur-e-alam bhulaya na ja rahaRang badal diye gaye to kya hua woh lage aag bujhaya na ja raha Ae-moshin khali maan rakh du to bhi gham bhar jata haiBahut rok liye aansu par ab aankh dukhaya na ja raha Hath se chehre saaf...

Puri nahi hoti tumhari tasavvur

Puri nahi hoti tumhari tasavvur ke tum dekh sakoSitare kaha hum kaha itne mashhuur ke tum dekh sako Tumse bahar jab bhi aaye kagazon pe sath diye tumhareKhule dil se likhe khat jaha nazdik-o-dur ke tum dekh sako Kitna kya hai yaha ek din sab kuch hona to fana haiGhar...

Us kinare se is kinare tak

Us kinare se is kinare tak aana to hayaat lete aanaTumhari khamoshi na lana humdum aana to baat lete aana Khvab ki tarah bikhar jaane ko ji chahta haiMere gam-e-dil ke liye tum aana to najaat lete aana Hum to sham se tere intezaar mai bethe reh jate haiMeri nind...

Connect with Us

Curious to dive into the world of words and imagination of reality? Connect with us on Heartsaysalot. Follow our journey on Instagram. We love hearing from fellow word enthusiasts, so don’t hesitate to reach out.

We don’t simply convey tales; we create experiences. Thank you for taking part in our story. Join us as we investigate the limitless possibilities of language, where every word has the ability to leave an indelible impression on the canvas of the heart.