Meet Shaikh Mujeeb, a poet whose words have a way of reaching right into your heart. Mujeeb’s two-line Hindi quotes are much more than just short verses; they are profound reflections that capture the essence of life’s many nuances. With a flair for blending eloquence and depth, his poetry speaks...
Suno suicide isn’t the last option, Suicide aakhri raasta nahi hai; yeh sirf ek temporary escape hota hai jo dard ko kam karne ki koshish karta hai, lekin healing aur growth ki sambhavnayein chhupa deta hai. Zindagi, apni saari unpredictability aur bojh ke saath, kabhi kabhi itni mushkil lag sakti...
Kitna dard hoga na uss dil mai,Jisse koi nahi samaj pata Kitni gehrayi hongi na unn aankhon me,Jo kabhi thik se ro nahi paati Kitna kuch chalta hoga na uss dimaag me,Jiski neend kahi kho si jaati Kitna kuch kehna hoga na usse,Jiski zubaan keh nahi paati Kitna khali hoga...
Zindagi milti nahi,Usse dhundhna padhta hai,Manzil milne ke liye,Raaston me bhatakna padhta hai Kore kagaz ko padhne ke liye,Khamoshi aur lafz dono zaruri hai,Yun toh paani bhi moti,Aur moti bhi paani hai Aise toh rang me bhi rangna padhta hai,Sirf andheron me rehne se ujala kaha milta hai? Saath se...
Suno tumse kuch kehna hai,Bolo tum sunogi kya?Apni ye puri zindagi,Mere saath adhi baantogi kya? Mai jab ghar thak kar laut aaon,Tum paani ka glass liye muskurahna, Jo tum thak kar lautogi ghar,Sar ko daba kar tumhari saari uljhano ko durr bhagaunga,Jo dhoop ke chhale lagenge pair par,Tumhare liye saare...
Tumhari yaadon ko tum zara samjha do na,Kaha rakhun inhe ye bhi bata do na Tum toh chali gayi bina kuch kahe,Sounp kar Dil ke zakham yun humein Tumhari yaad me bheeg jaate hai takiyein,Khali si ghum rehti hai ye aankhein Tumhe hi dhundhti hai par tum milti nahi,Bebas si...
Raabata Mujhese Mera Dost Tere Hee Kaam Aayega Raabata mujhase tera dost tere hee kaam aayegaKaamayaabee ke baad teree phir mera naam aayega राबता मुझसे तेरा दोस्त तेरे ही काम आयेगाकामयाबी के बाद तेरी फिर मेरा नाम आयेगा Raabata mujhase tera dost tere hee kaam aayegaKaamayaabee ke baad teree phir mera naam aayega मुद्दतों बाद ...
Search
Recent Posts
-
Top Historical Fiction Books to Read in 2025December 1, 2024/0 Comments
-
Finding Calm in a Busy WorldNovember 2, 2024/
-
Wabi Sabi by Beth Kempton A Journey to a More Meaningful LifeOctober 23, 2024/
-
The Magic of Urdu Poetry: Ghalib, Meer & Sahir Poetry (Combo)October 10, 2024/
-
Top 7 Urdu Poetry Books to Ignite Your SoulOctober 6, 2024/
-
Top 5 Bengali Detective Fiction Books for Mystery LoversSeptember 3, 2024/
Connect with Us
Curious to dive into the world of words and imagination of reality? Connect with us on Heartsaysalot. Follow our journey on Instagram. We love hearing from fellow word enthusiasts, so don’t hesitate to reach out.
We don’t simply convey tales; we create experiences. Thank you for taking part in our story. Join us as we investigate the limitless possibilities of language, where every word has the ability to leave an indelible impression on the canvas of the heart.