Kuch fehmio ne dariya ko samandar na banne diya

Kuch fehmio ne dariya ko samandar na banne diya
Kuch marizo ke aanko se aana ne parda na hatne diya
Wo jante hai khoob ke nuqsan uthana padega inhe
Magar aana ke masle ne unhe insaan na banne diya

Leave a Reply