Bade taajjub ki baat hai ke tu bhi jal gaya
Ahl-e-junuun mohabbat ki dekh ke sham dhal gaya
Jo ham-khyaal-o-khvaab rakhe the unko tu le ja
Ab wese bhi in justajuu-e-bahar se hum nikal gaya
Kya jaan-e-adab rakha tha ek hi saaj rakha tha
Surat-e-hal ab ye hai ke palke jhapki aur woh badal gaya
Buu-e-gul ki tarah zaher-e-jism mehekte kya khub
Tu bus muskura raha aur main mom ki tarah pighal gaya
Jhumke ki awaaz aur kajal bhari nazare dekha
Aaj jane jane karne wala woh shakhs bhi kal gaya