Bhul se ek purani kitaab-e-khaak khul gaye
Ek ne diya ek ne siya tha woh chaak khul gaye
Bade mushkil se khud ko banaya aisa ke bhule rona
Kambakhat hawa chali to khas-o-khashak khul gaye
Panne roke bhi na ruke yaadein baraste gaye
Nizaam-e-fikar dekho dil bhara to naak khul gaye
Tumhare aankhe dekhte to aaine ki tarah hi tha bahut kuch
Aaj mere munhasir afkar ko diye poshak khul gaye
Halke hath se lage dhul saf karta ja raha tha
Woh kahani ke sath-o-sath haft-alfak khul gaye
Jab hum pesh-e-khuda honge is kitaab ki baat rakhenge
Ye harf sunnte hi mere woh sahib-e-idraak khul gaye
Bhul se ek purani kitaab-e-khaak khul gaye
Ek ne diya ek ne siya tha woh chaak khul gaye