kaha ja rahe ho

Meri kahaavat me tumhari muskurahat bahut khubsurat lagti thi,Us muskurahat ki wajah tumne mujhe banaya thaaur aaj mere bina muskura rahe ho,kaha ja rahe ho,Tum to badal gaye ho,lekin aaj bhi tumhari muskanaur tum mujhe pasand aa rahe ho, Love Hindi Poetry By Humaira Tabassum...

Bahar se haste rahe par andar kho diya

Bahar se haste rahe par andar kho diyaAansu pine main hamane samundar kho diya Jaana maine itni khas bhi nahi tumKe humne yaha kaha ghar kho diya Sab hasil hua daur-e-tarab mainPhir bhi kuch to aksar kho diya Is qadar jahan-tahan tumko paya humnekhud ke samne khud ko magar kho...

Tere Faqiihaan-E-Shehar Aakar Ghar Aana Nahi Hota

Tere faqiihaan-e-shehar aakar ghar aana nahi hotaMain tujhe bhul jau aisa koi bahaana naahi hota Rozana teri yaad kitaab-khaana ki tarah padhtaa huWoh koh-e-anaa aur tere hath se khaana naahi hota Ghar banate tum agar sath hote tumhare hi shehar mainHum to ab musafir hue jinka thikaana naahi hota Mujhe...

Aaj bade dino baad khud se hum mile

Aaj bade dino baad khud se hum mileDhool se lage pade kaagaz ko qalam mile Bhul gaye the jaha sare raste wahaGhar poochhane wale qadam mile Ru-ba-ru ho kr haq puche maamala kya haiPhir khaak se likhe shabdo par sitam mile Savaal-e-shauq bahut rakhe hai humneWoh baat kare to baat...

Paa-bos-e-yaar se matlab rakhe hazaar

Paa-bos-e-yaar se matlab rakhe hazaarTifl-e-dil par zabaan-e-tir chalaya tez dhaar Ab saaf pehchan paoge khule-jhuut koTumne bahut badle hai khushbu-e-yaar Guroor se banaya sher jo pani hua haiKho diye ek haar main manzil-e-qaraar Lauta deta sab kuch par mere bus main kahaJaate-jaate ruka dekh use aankhe kiye ashk-baar Mere girne...

Roz Ki Tarah Har Roz Guzar Raha Hai

Roz ki tarah har roz guzar raha hai,Raat jo harf bana subha bikhar raha hai Rakh diye the siyahi kalam kaagaz kinare,Ab khayal haqiqat shabd ghar kar raha hai Hum waqt ka be-waqt hisab lagate rahe,Zakam-e-dil diye woh ab mukar raha hai Jise chhod aaye the hum khayalon ke sheher...

Gale baith gaye ke tumhe lage hum pukare hi nahi

Gale baith gaye ke tumhe lage hum pukare hi nahiBahut duur-duur chale gaye ab koi kinare hi nahi Apne mahaul-e-nafsiyat samajhna aasan kahaHaalat to duur ki baat usne to baal savera hi nahi Chamakte aansu dikhte hai girte hue janiAe-Dil-e-marhum yaha koi sitare hi nahi Kaha kitna waqt laga kushta-e-daur-e-jahaan...

Connect with Us

Curious to dive into the world of words and imagination of reality? Connect with us on Heartsaysalot. Follow our journey on Instagram. We love hearing from fellow word enthusiasts, so don’t hesitate to reach out.

We don’t simply convey tales; we create experiences. Thank you for taking part in our story. Join us as we investigate the limitless possibilities of language, where every word has the ability to leave an indelible impression on the canvas of the heart.