Gale baith gaye ke tumhe lage hum pukare hi nahiBahut duur-duur chale gaye ab koi kinare hi nahi Apne mahaul-e-nafsiyat samajhna aasan kahaHaalat to duur ki baat usne to baal savera hi nahi Chamakte aansu dikhte hai girte hue janiAe-Dil-e-marhum yaha koi sitare hi nahi Kaha kitna waqt laga kushta-e-daur-e-jahaan...
Tu sab pura kara bus iltija reh gayaQissa-e-gham kaha bus anaa reh gaya Husul-e-manzil-e-duniya khub aasan hotiCharagh to diye bus gulab bachaa reh gaya Ye khayalon ki khabar lene wali raat aati kaha haiZamin pe sitare to rahe bus sajana saba reh gaya Sab acha hua ke acha kya hua...
Haste hue ko kya zamane ki khabarPhool aur gali jane woh divane ki khabar Kaun puche woh kaha kone mai rehta ek khayalNazare timtimaye jab de woh dil lubhane ki khabar Bethe ek kinare ghar saware ek tak nihareDhalti suraj bataye raat aane ki khabar Muskuraye sharmaye dekh kar kuch...
Be-sabab chale mere kalam jab tu lab nahi padhtaNigah churane wale tu mera talab nahi padhta Khali botal sa ye mann ho gaya ke hath nahi leta koiKambhakt ye dil bole ke tu sher-o-adab nahi padhta Zabar zer pesh sab jan le to kya woh sab jan leKhule khule kitaab...
Bade taajjub ki baat hai ke tu bhi jal gayaAhl-e-junuun mohabbat ki dekh ke sham dhal gaya Jo ham-khyaal-o-khvaab rakhe the unko tu le jaAb wese bhi in justajuu-e-bahar se hum nikal gaya Kya jaan-e-adab rakha tha ek hi saaj rakha thaSurat-e-hal ab ye hai ke palke jhapki aur woh...
Tu teri yaadein aur ye hardis-e-isqh lajawaab haiMain raat aur ye baate rah-e-shauq mai sharaab hai Mai beethi rahi teri yaado mai gum kahiAur tu kahi aur he mohabbat-e-mashraab hai Bhul gaya main ke tu hi dawa hai tu hi dua haiMere haal ka ab mujhe pata nahi kitna kharaab...
Puchlo humse ki itna khus kyu hubata dungi uski hothon ki muskurahat me beparwah nadaniyaan jo haiPuchlo humse ki mera ghar kahan haibata dungi uski dilo me itni khubsurat maqaam jo haiPuchlo humse ki itna humsafar kyu hunbata dungi uski seher me kurbani jo nhi kurbani me afsosh jo nhiPuchlo...
Search
Recent Posts
-
Top Contemporary Indian Poets Who Are Redefining VerseJuly 27, 2025/0 Comments
-
Best Books for EntrepreneursJuly 8, 2025/
-
-
Anushka Singh Poetry CollectionMay 28, 2025/
-
Why Dark Academia Books Feel Just RightApril 20, 2025/
-
The Woman Who Climbed Trees by Smriti RavindraApril 6, 2025/
Connect with Us
Curious to dive into the world of words and imagination of reality? Connect with us on Heartsaysalot. Follow our journey on Instagram. We love hearing from fellow word enthusiasts, so don’t hesitate to reach out.
We don’t simply convey tales; we create experiences. Thank you for taking part in our story. Join us as we investigate the limitless possibilities of language, where every word has the ability to leave an indelible impression on the canvas of the heart.