Ab mere khali dar pe bhi itna pehre haiChupe ek chehre pe kayi chehre hai Be-maaine ko bhi maaine diya karte hoAe-moshin ye talluq kitne sunahre hai Jab bhi tum pass se mujhe dekhne lageAaina bhi bole ke ye jante tumhe kitne ghare hai Khamoshi puchti hai haal jab bhi...
Phuul par jo hai titliyan woh muskan chupaye kaha jayengeBasti basti se jo mil liya woh insaan chupaye kaha jayenge Zar zamiin saltanat se hota nahi jaha log bhuke so jayeJo bhuke ko roti de hatheliyan woh sultan chupaye kaha jayenge Ek ghar mai taaliim ho to sata hua diwaar...
Zamana badal gaya hai khuda nahiDil ka marham badal gaya hai dua nahi Jahaan-e-husn mai kese kese husn ke rang dhaleJism ka dastoor badal gaya par tujh sa koi dusra nahi Hum hamdard ban gaye par koi hamsafar sa hamsafar nahiBad-nasib hum ke vo itni badi basti mai koi baa-vafa...
Ankhon se utar kar kya uske lab milenge ye barishHar roz ek sikayat liye kya uske sabab milenge ye barish Bas yuhi tadaptii hun mitti jaise inpe koi bazm-e-inaayat nahiHoga kabhi daur to har waqt uske roz-e-shab milenge ye barish Tum kyu puchte ho ab haal-e-khayal ke chupana hai mujheSawaal...
Harif-e-jaan tere liye sab asaan thaDene wala jaan tere liye ab mehmaan tha Tu khud ki buniyadi daur-e-taraqqi mainTu bhul chala aur chala jo sahib-e-iman tha Bade sor hote the hassi se ek chote ghar maiYe makan woh makan aur makan ab sab sunsaan tha Dar-o-divar sab jante hai puchna...
Zakhm-e-dil-e-zar hai seene mein mujhe khaae ja rahaBade barbaad hai ye ke ab bhi inse dar na laae ja raha Insaniyat ko diye bad-duaa gam-zada insaano neWoh sunn liya sab ab manjar-e-qayamat aae ja raha Tere hukum se kya dur hue ke ab jo na-kaabilo ki hukum haiZanjir-e-pa mehsus hui...
Khaam-taba ki baato main bhaar kya rakhaMann saf kar liye to ye sawaal do-chaar kya rakha Yak-ba-yak jo nazar dekhe aur pher le usseBana ke tair-e-haft ki pukar kya rakha Gungunate ye sham se ghazal main raha hai nuurJab koi haq nahi raha to ye udhaar kya rakha Jane wala...
Search
Recent Posts
-
Top Contemporary Indian Poets Who Are Redefining VerseJuly 27, 2025/0 Comments
-
Best Books for EntrepreneursJuly 8, 2025/
-
-
Anushka Singh Poetry CollectionMay 28, 2025/
-
Why Dark Academia Books Feel Just RightApril 20, 2025/
-
The Woman Who Climbed Trees by Smriti RavindraApril 6, 2025/
Connect with Us
Curious to dive into the world of words and imagination of reality? Connect with us on Heartsaysalot. Follow our journey on Instagram. We love hearing from fellow word enthusiasts, so don’t hesitate to reach out.
We don’t simply convey tales; we create experiences. Thank you for taking part in our story. Join us as we investigate the limitless possibilities of language, where every word has the ability to leave an indelible impression on the canvas of the heart.