Tere faqiihaan-e-shehar aakar ghar aana nahi hota

Tere faqiihaan-e-shehar aakar ghar aana nahi hota
Main tujhe bhul jau aisa koi bahana nahi hota

Roz teri yaad kitaab-e-haal ki tarah padhta hu
Woh kho-e-anaa aur tere hath se khana nahi hota

Mujhse kaha khud ka khayal rakha gaya tum hi to the
Woh sari hasrat puri nahi hoti to divana nahi hota

Ghar banate tum agar sath hote tumhare hi shehar main
Par hum musafir hue musafir ka koi thikana nahi hota

Nazaro main hone ka koi bhi rasta mile dhundte rehte
Tum to gaye par jo humme ho humse ganvaana nahi hota

Moshin Ansari

Mohsin Ansari is a talented writer from surat, gujarat. He has a deep love for literature and enjoys both writing and reading. Mohsin dedicates himself to becoming a great writer and is particularly skilled at crafting mesmerizing poems and captivating stories. He has co-authored a wealth of books, including "Ishq - Happen Again", "Love Amid Distance", "Let's Bring Back Memories", "Chalk n' Duster, and The Colourful Ink", among others. His writing style is characterized by utopian ideals, raw emotion, and profound insight. Whether you're reading his Ghazal, Sher, Nazm, Poetry, or Story, one thing is certain - they will take you on an unforgettable emotional journey.

Leave a Reply