Tu sab pura kara bus iltija reh gaya
Qissa-e-gham kaha bus anaa reh gaya
Husul-e-manzil-e-duniya khub aasan hoti
Charagh to diye bus gulab bachaa reh gaya
Ye khayalon ki khabar lene wali raat aati kaha hai
Zamin pe sitare to rahe bus sajana saba reh gaya
Sab acha hua ke acha kya hua pata nahi
Akele rahe aur bus zikar-e-vafa reh gaya
Be-khabar-o-be-vafa apne hi ghar jala rahe hai
Ae-moshin yaad aana nahin tera aana reh gaya