Zakhm-e-dil-e-zar hai seene mein mujhe khaae ja raha
Bade barbaad hai ye ke ab bhi inse dar na laae ja raha
Insaniyat ko diye bad-duaa gam-zada insaano ne
Woh sunn liya sab ab manjar-e-qayamat aae ja raha
Tere hukum se kya dur hue ke ab jo na-kaabilo ki hukum hai
Zanjir-e-pa mehsus hui ke hath main sab ho ke bhi sab jaae ja raha
Pal badalte ek pal nahi lagta ke koshish pe jahaan hai
Ab had-e-aam mila mila ke al-madad banae ja raha
Bano himmat ek dusro ki ke taariki-e-jafa kuch to kam ho
Na aur mushkil ho jaye ke phir socho ke kese charagh jalae ja raha
Hazar manjar jo roz dekh raha hai mar mar kar
Magar mile kisi naye gham se to woh muskurae ja raha